• img-book

    Kartik Mittal

ISBN: 9789354279645
SKU: WB8592 Category: Tags: , ,

Mera Dark (HINDI)

by: Kartik Mittal

Mera dark’ ek 60 kavitaon ki kitaab hai Jiske dwara Kartik Mittal ne kavitaon ki khubsurat duniya mein apna aagman kiya hai. ‘Mera dark’ se kavi apne shabdo ko jod kar kuch kavitayein prastut kar rahe hain. Jinme bhagwaan se lekar bharose aur zindagi ke kayi vishyon par kavi ka nazariya jhalakta hai. Manushya ki tez raftaar zindagi aur rishto ki ehmiyat aur unme aane wale utaar-chadhaav par se parda uthaaya gya hai. Mahilaaon ki sthiti or desh ki vyatha tatha kranti ki chingaari ke sath humare aaj ko aaina bhi dikhati hai ‘mera dark’.


Rachnatmak tareeke se likhi ye kitaab na sirf mann ko prasann krti hai, balki hume samaaj ke anek pehluon se waakif krati hai. Kavitaon ki duniya mein amar rehne ke liye kavi ne khudki kalam ko ‘Ayyaar’ naam dia hai. Ek lambe safar ka pehla kadam hai ‘mera dark’. Asha hai koi na koi kavita apko khush karegi ya ek nayi soch ka beej apke mann mein bo degi.

180.00

499 in stock

Quantity:
Books of Kartik Mittal
About This Book

    Mera dark’ ek 60 kavitaon ki kitaab hai Jiske dwara Kartik Mittal ne kavitaon ki khubsurat duniya mein apna aagman kiya hai. ‘Mera dark’ se kavi apne shabdo ko jod kar kuch kavitayein prastut kar rahe hain. Jinme bhagwaan se lekar bharose aur zindagi ke kayi vishyon par kavi ka nazariya jhalakta hai. Manushya ki […]

  • Details
  • Meet the Author
  • Reviews(0)
Details

ISBN: 9789354279645
SKU: WB8592
Publisher: BlueRose Publishers
Publish Date: 2021
Page Count: 78

Meet the Author
Blue rose author
Kartik Mittal ek vidhyarthi hai. Jo kitaabon ki duniya mein apna yogdaan dene pehli baar apni kitaab 'mera dark' ke sath aaya hai. Yun to vo kareeb 3 saal se sahitya ka niyamit paathak hai or likhte aaya hai. Par use pehli baar mauka mila hai ki apni abhi shuru hui zindagi mein huye kuch anubhavo ko aap sab ke samne rakh sake.

Additional information

Weight 0.10 kg
Dimensions 20.32 x 12.7 x 2.5 cm

“Mera Dark (HINDI)”

There are no reviews yet.